Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Apni yaadon se kaho || two line love shayari
Apni yaado se kaho ki ek din ki chhutti de mujhe 😶
Ishq ke hisse me bhi ek din itwar hona chahiye😍
अपनी यादों से कहो कि एक दिन की छुट्टी दे मुझे😶
इश्क़ के हिस्से में भी एक दिन इतवार होना चाहिए😍
Title: Apni yaadon se kaho || two line love shayari
Ishq ka ilam || 2 lines status sad
Ishq ka ilam sikhne gya tha
aur logon ke chehre padhnaa sikh kar lautaa hoon
ईशक का ईलम सिखने गया था
और लोगों के चेहरे पढ़ना सिख कर लौटा हूं




