Skip to content

neenda-meriyaan-sad love shayari

  • by

love true shayari | Neendan meriyaan nu bhul gya akhiyaan da raah sajhna jad da alwida keh tu door hoyea

Title: neenda-meriyaan-sad love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dost || true line Hindi shayari || rishta shayari

Yaadein do dilo ke fasle ko kam karti hai,
Zindagi aap jaise dosto par naaz karti hai 🤗
Mat ho udaas ke aap door hai humse
Kyunki duriyan hi rishton ko aur khaas karti hai 💕

यादें दो दिलों के फासले को कम करती है,
ज़िन्दगी आप जैसे दोस्तों पर नाज़ करती हैं,🤗
मत हो उदास कि आप दूर हैं हमसे ,
क्योंकि दूरियां ही रिश्तों को और खास करती हैं।💕

Title: Dost || true line Hindi shayari || rishta shayari


Kabhi Khushi Kabhi Gam Hai || hindi shayari || why so sad

Muskurao Kya Gum Hai.
Zindagi Me Tension Kisko Kam Hai.
Achchha Ya Bura To Kewal Bhram Hai
Zindagi Ka Nam Hi…
Kabhi Khushi Kabhi Gam Hai. 

Title: Kabhi Khushi Kabhi Gam Hai || hindi shayari || why so sad