Skip to content

Screenshot_20220306_123042-a607af46

Title: Screenshot_20220306_123042-a607af46

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jaa tujhe ijaazat hai || lines by broken heart

Nahi milega mujh jaisa tujhe koi chahne waala…
Jaa tujhe ijaazat hai saari duniyà aazma kar dekh le

Title: Jaa tujhe ijaazat hai || lines by broken heart


Ek roz teri yaad ho jaunga || hindi shayari

Mar ke mitti mein milunga,
Khaad ho jaunga mein.
Phir khilunga saakh par,
Aabaad ho jaunga mein..
Baar baar aaunga tere najar ke saamne,
Aur phir ek roz teri yaad hojaunga mein…

मर के मिट्टी में मिलूंगा
खाद हो जाऊंगा मैं
फिर खिलूंगा साख पर
आबाद हो जाऊंगा मैं
बार बार आऊंगा तेरी नजर के सामने
और फिर एक रोज तेरी याद हो जाऊंगा मैं

Title: Ek roz teri yaad ho jaunga || hindi shayari