Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri yaadon main || love shayari
Teri yaadon main hum aise khoye
Kab tu hame chhod gayi aur hum akele ho gaye
Tune Hume sambhal ne ka mauka Tak nahi diya
Ham se hamari khushiyon ka haq bhi tune chhin liya
Meri jaan,meri zindagi tujhpe hamesha hain Fida
Tere bin hum apni duniya main ho chuke hain gumshuda
Dua hai rab se Laut aa hamari zindagi main phirse
Jee uthenge dobara hum tere pyaar ki ehsaas se
Title: Teri yaadon main || love shayari
Rabba mereya || sad but true || life Punjabi shayari
Rabba mereya dass tu e sunani kado
Kar udeeka jawab diya akk gaye haan..!!
Sukun milda nahi kite vi rooh nu hun
Sach dassa es zindagi ton thakk gaye haan..!!
ਰੱਬਾ ਮੇਰਿਆ ਦੱਸ ਤੂੰ ਏ ਸੁਣਨੀ ਕਦੋਂ
ਕਰ ਉਡੀਕਾਂ ਜਵਾਬ ਦੀਆਂ ਅੱਕ ਗਏ ਹਾਂ..!!
ਸੁਕੂਨ ਮਿਲਦਾ ਨਹੀਂ ਕਿਤੇ ਵੀ ਰੂਹ ਨੂੰ ਹੁਣ
ਸੱਚ ਦੱਸਾਂ ਇਸ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਤੋਂ ਥੱਕ ਗਏ ਹਾਂ..!!

