Koi Toote To Use Sajana Seekho; Koi Roothe To Use Manana Seekho; Rishte To Milte Hain Muqaddar Se; Bas Use Khoobsurti Se Nibhana Seekho💯♥️
Koi Toote To Use Sajana Seekho; Koi Roothe To Use Manana Seekho; Rishte To Milte Hain Muqaddar Se; Bas Use Khoobsurti Se Nibhana Seekho💯♥️
💞💞bahane hazar mil jayenge mujhse door jane ke…
💞💞par ye yaad rakhna.. mohobbat ke har kadam par yaad meri hi aayegi…
💞💞बहाने हजार मिल जायेंगे मुझसे दूर जाने के…
💞💞पर ये याद रखना..मोहब्बत के हर कदम पर याद मेरी ही आयेगी…
Bas chlta hun apni raah mein,
Kuch manzil mila nahi karti..
Khamosh hun logo ki afwah se,
Duayein lafzon se gila nahi karti
Chal raha hun baste mein kaanto ko lekar
Jalti dhup paav ke chale sila nhi karti
Thoda ziddi hun is baat ka garoor hai
Kaise ruk jaun beech mein manzil abhi door hai…🙌
बस चलता हूं अपनी राह में,
कुछ मंज़िल मिला नहीं करती…
ख़ामोश हूं लोगो की अपवाह से,
दुआएं लफ़्ज़ों से गिला नहीं करती…
चल रहा हूं बस्ते में कांटों को लेकर,
जलती धूप पांव के छाले सिला नहीं करती…
थोड़ा ज़िद्दी हूं इस बात का गुरूर है,
कैसे रुक जाऊं बीच में मंज़िल अभी दूर है…🙌