Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
Ilham mera tu hi hai
Har kaam mera tu hi hai
Har savera aur shaam meri tu hi hai
Aur pyaar mein marne ki baat karte hain log aksar, Mai shaan se jeena chahta hu toh,
Woh shaan meri Tu hi hai💕
Bhawe shaklo nahi sohne, rabb sohna zameer dita
jeba notta naal nahi bhariyaa, par dil ameer dita
ਭਾਵੇਂ ਸ਼ਕਲੋੰ ਨਹੀ ਸੋਹਣੇ,🚫ਰੱਬ ਸੋਹਣਾ ਜ਼ਮੀਰ ਦਿੱਤਾ 💖
ਜੇਬਾ ਨੋਟਾਂ ਨਾਲ ਨਹੀ ਭਰੀਆਂ,🚫ਪਰ ਦਿਲ ਅਮੀਰ ਦਿੱਤਾ ❣️👌 🖤
I_kuldeep_singh
❣️