Enjoy Every Movement of life!
Mukaddar mein mohobbat na likhi ho,
Khuda ne esi kahi kismat na likhi ho
Vo aaye mile aur kho jaye kahi
Zindagi mein esi haqeeqat na likhi ho🙏
मुकद्दर में मुहब्बत ना लिखी हो,
खुदा ने एसी कही क़िस्मत ना लिखी हो,
वो आए मिले और खों जाए कही,
ज़िन्दगी मे एसी हकीकत ना लिखी हो।🙏
Dil jakhmi h …jakham mila kisi apne se h!!
Saza bina gunah ki h..saza Dene wala hi asli guneghar h!!
Baat bs waqt ki h…tu Aaj krke har sitam ..kl ka intzar hume bhi h..
Aankho se aansu na nikl jaye toh humara naam badal dena..
Hum tujhe itna yaad aayenge..
Pr frbhi tere paas na aayenge..
Jaa tujhe aazad kiya …Har dua me tera naam liye jayenge..
