Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
meri aadat kharab na kar || hindi best shayari 2 lines
Akele hi katna hai mujhe ai zindagi ka safar,
yo pal-do-pal sath chalkar meri aadat kharab na kar.
Title: meri aadat kharab na kar || hindi best shayari 2 lines
Love and Sad Hindi Poem || mujhe ta umar tere
Mujhe tumse kuchh kehna tha
tere aankhon ke nashe me behna tha
tune tanha chhod diya hai mujhe
mujhe ta umar tere saath rehna tha
मुझे तुमसे कुछ कहना था,
तेरे आँखों के नशे में बहना था,
तुने तन्हा छोड़ दिया है मुझे,
मुझे ता-उम्र तेरे साथ रहना था
✍विक्रम
