Skip to content

noor cheHre utte || love punjabi shayari

Love punjabi shayari || Supne ch aaye oh mere ban ke
Gallan rooh naal karn de ishare dekhe mein..!!
Akhan chamkdiya noir chehre utte
Ajj kayi saal baad oh nazare dekhe mein..!!
Supne ch aaye oh mere ban ke
Gallan rooh naal karn de ishare dekhe mein..!!
Akhan chamkdiya noir chehre utte
Ajj kayi saal baad oh nazare dekhe mein..!!

Title: noor cheHre utte || love punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jameen banzar nu || ishq 2 lines shayari punjabi

Koi kise na kise vich kho hi janda
jameen banzar nu barsaat naal ishq ho hi janda

ਕੋਈ ਕਿਸੇ ਨਾ ਕਿਸੇ ਵਿੱਚ ਖੋ ਹੀ ਜਾਂਦਾ,
ਜ਼ਮੀਨ ਬੰਜਰ ਨੂੰ ਬਰਸਾਤ ਨਾਲ ਇਸ਼ਕ ਹੋ ਹੀ ਜਾਂਦਾ❤️ 

 

Title: Jameen banzar nu || ishq 2 lines shayari punjabi


Ateet mera (My Past) || sad shayari

Aaj k hisab se Mai behne lgi hu pehle chup thi ab sab kehne lagi hu…
Tumhari har baat mene gor se suni hai or usi baat ka jabab Mai dene lgi hu….
Tum kehte ho ma baap ki ijjat gawai hai
Tum btao tumne Kon si ijjat kamai hai…
Ladki k piche Ghar chhodna asan hai,
Muje btana tumne Kon c Manjii paayi hai….
Milna bichadna kismat ki baat hai
Tum btao tumne Kon sa kismat bnayi hai.
Chahti toh likhti Tumhari har us khata ko
Jo tumne meri jindagi mere ateet se uthayi hai…
Kis tarah tum khudh ko insaan kehte ho batao tumne Kon c insaniyat nibhai hai…
Mushkilo se bhagna tumne bachpan se sikha hai mene Ab b bachpan se mushkile hi paayi hai….
Meri galatiyo ko tum apni nafrat Mai batate ho
Batao apni tumne Kon c galatiyan batayi hai….
Ateet ka kissa koi Yun hi nahi sunata hai
Dil apna kehta hai fir bhrosa jatata hai…

Mene logon ko Dil Mai jagah bahot di lekin in logon n hamesha apni okat hi batayi hai…
Sacha pyar kehte ho tum Apne kiye pyar ko
Fir kyun aaj mere Pyaar ki numaish lgayi h….
Mana k ateet Mera andhere SE bhi kala hai

Magar
Tum bolo
Tumhara Kon sa yaad rakhne Wala hai…

Shyna

Title: Ateet mera (My Past) || sad shayari