Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat || hindi shayari
Haule haule koi yaad aaya karta hai🙈
Koi meri har saans ko mehkaya karta hai😇
Us ajnabi ka har pal shukriya ada karte hain🙏
Jo is nacheez ko mohobbat sikhaya karta hai❤
होले होले कोई याद आया करता है,🙈
कोई मेरी हर साँसों को महकाया करता है,😇
उस अजनबी का हर पल शुक्रिया अदा करते हैं,🙏
जो इस नाचीज़ को मोहब्बत सिखाया करता है❤
Title: Mohobbat || hindi shayari
Ishq ❤️😍 || Hindi shayari || two line shayari
Ishq jajbaton ka khel hai🥀
Dekho kismat kaha krati mel hai❤️😍
“इश्क जज्बातों का खेल है 🥀
देखो किस्मत कहां कराती मेल है!!”❤️😍
