Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek tarfa pyar—
→ek tarfa pyar kya pyar nhi hota 💖,
isme bhi feelings hoti h🥰,
ye bekar nhi hota🥹,
→pyar toh bhut hota h isme😍,
pr sirf dil me❣️,
jiska koi izhaar nhi hota🤫
NAITIK-
Title: Ek tarfa pyar—
Mohobbat mein haare || sad but true || hindi shayari
Mohobbat mein hum unhe bhi haare hain
Jo kehte the hum sirf tumhare hain💔
मोहब्बत में हम उन्हें भी हारे है
जो कहते थे हम सिर्फ तुम्हारे है💔
