Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ka safar❤️ || hindi shayari
Kuch der ke safar mein kya rakha hai
Kabhi zindagi ke safar mein aake dekho☺️
Vo lamhe nahi bhool payoge
Jo hmare sath safar mein bitayoge 🤭
कुछ देर के सफर में क्या रखा है
कभी जिंदगी के सफर में आके देखो☺️
वो लम्हे नही भूल पाओगे
जो हमारे साथ सफर में बिताओगे 🤭
Title: Zindagi ka safar❤️ || hindi shayari
aabaroo kee khaatir || Shayari hindi 2 lines
beaabaroo hoke mahephil se nikal gaye ham,
kisee aur kee aabaroo kee khaatir…
बेआबरू होके महेफिल से निकल गये हम,
किसी और की आबरू की खातिर…
