Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Duniyaa roye || life hindi status

duniya hassi hum roye
aisa naam krege
zindagi se jaate hoye
hum hasse or duniya roye..
Maa || Hindi shayari || two line Hindi shayari
Kisi ko ghar mila hisse mein ya koi dukaan aayi
Mein ghar mein sabse chota tha mere hisse maa aayi….💕
किसी को घर मिला हिस्से में या कोई दुकाँ आई,
मैं घर में सबसे छोटा था मेरी हिस्से में माँ आई….💕
