Skip to content

Yaadan-naal-wafadar-punjabi-true-line-shayari

Title: Yaadan-naal-wafadar-punjabi-true-line-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyar na mila || sad hindi shayari

Zindagi mein vo log bhut khushnasib hote hai,
Jinhe pyar ke badle pyar milta hai,
Par mein to duniya mein sabse jada badnaseeb hu,
Jise pyar karke bhi kabhi na pyar mila aur na hi yaar💔

जिंदगी में वो लोग बहुत खुशनसीब होते है,
जिन्हें प्यार के बदले प्यार मिलता है,
पर मैं तो दुनिया में सबसे ज्यादा बदनसीब हूँ,
जिसे प्यार करके भी कभी न प्यार मिला और न ही यार💔

Title: Pyar na mila || sad hindi shayari


Hum bhi ese hi the || true line shayari

Naye deewano ko dekhein to khushi hoti hai 
Ham bhi aise hi the jab aaye the veerane me🍁

नए दीवानो को देखें तो खुशी होती है
हम भी ऐसे ही थे जब आये थे वीराने में🍁

Title: Hum bhi ese hi the || true line shayari