Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Umeed shayari hindi || darwaze pe
Darwaze par baithi rehti hu yooh hi waqt be waqt
tum aao na aao umeed bani rehti hai
दरवाजे पर बैठी रहती हूं यूं ही वक्त बे वक्त
तुम आओ ना आओ उम्मीद बनी रहती हैं।
Title: Umeed shayari hindi || darwaze pe
Akhein bhi khoob byan karti hain || hindi shayari || true shayari
Har baat ko byan karne ke liye lafaz zaroori to nahi
Kuch baton ko ankhein bhi khub byan karti hain..!!
हर बात को बयान करने के लिए लफ्ज़ ज़रूरी तो नहीं
कुछ बातों को आँखें भी खूब बयान करती हैं..!!
