Skip to content

ONE SIDED LOVE || main raja toh nahi

Main raja toh nhi hu , pr use rani bna ke rakhna chahta hu 

Main raja toh nhi hu , pr use rani bna ke rakhna chahta hu

Main unhe chahta toh hu bahut  

Main unhe chahta toh hu bahut , 

pr unhe bta bhi nhi sakta , 

kyunki 

Onhe panne Se jyada  khune se hu darta 

Title: ONE SIDED LOVE || main raja toh nahi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

Tu chhd ke gayi hai,

Kitno ki luti sham hai.

Jane kitno ke dil tode hai,

Tera yhi to ek Kaam hai.

Kehti thi kamyab na hoga kabhi;

Mere ishq ka imtihan lete the sabhi.

Arey ek dafa Nazar ghumake dekh meri jaan,

Ab to shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

Hiral Singh

Title: Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….


मदहोश || hindi shayari

सारा शहर लिख दिया इक काग़ज़ में,
जिसे भी पढ़ता गया उसे मिटाता गया,
अक्स मिला भी तो खाली पैमानें में, बस
खुदको पढ़ता गया खुदको पिलाता गया....

Title: मदहोश || hindi shayari