
Enjoy Every Movement of life!
Maine rakhi hai faqat dil ki tasalli ke liye
Mursad, kya koi jurm hai tasveer tumhari rakhna❤️
मैने रखी है फ़क़त दिल की तस्सली के लिए
मुरशद, क्या कोई जुर्म है तस्वीर तुम्हारी रखना❤️
Har roj talashti hu khud ko
Hu shayad mein bhi yahi kahi
Milu gum shayad kisi khayal mein
Khojti hu khud ko khud hi ke swaal mein 🥀
हर रोज तलाशती हू खुद को ,
हू शायद मैं भी यहीं कहीं,
मिलु गुम शायद किसी ख्याल में,
खोजती हु खुद को खुदी के सवाल में,🥀