Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumko bhool jana || love sad shayari hindi
Ghadi ki tarha chalte ho tum hamare dimagh mein,
Tumko Yaad karne ki wajah nahi hoti.
Hawa ki tarah jhoomte ho tum hamare khayalon mein,
Tumko bhulane ki koshish nahi horahi.
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki,
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki
Maan kar isey khudrath ka faisla chale bhi gaye hum dur,
Kambakht kismat phir se paas le aayi.
Zid hamari bhi hai ke hojayenge tumse dur,
Kyun ki tumhare pyar mein wo pehle jaisi kashish nahi rahi.
Title: Tumko bhool jana || love sad shayari hindi
Tu jazbaat mein lafaz || love punjabi status
Tu jazbaat ban mein lafaz ban jawa😇
Tu Panna howe mein Kalam ban jawa❤️
Tu hath howe mein shooh ban jawa🥀
Tu jism ban mein rooh ban jawa🥰..!!
ਤੂੰ ਜਜ਼ਬਾਤ ਬਣ ਮੈਂ ਲਫਜ ਬਣ ਜਾਵਾਂ😇
ਤੂੰ ਪੰਨਾ ਹੋਵੇ ਮੈਂ ਕਲਮ ਬਣ ਜਾਵਾਂ❤️
ਤੂੰ ਹੱਥ ਹੋਵੇਂ ਮੈਂ ਛੂਹ ਬਣ ਜਾਵਾਂ🥀
ਤੂੰ ਜਿਸਮ ਬਣ ਮੈਂ ਰੂਹ ਬਣ ਜਾਵਾਂ🥰..!!



