Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sher-e-Dard
Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
Title: Sher-e-Dard
Zindagi || two line shayari
Kehte hain zindagi mein kuch aacha ban na padhta hai,
Zindagi hazaron sawal karti hai humse to uska jawab bhi asche se dena padhta hai🤞
कहते हैं जिंदगी में कुछ अच्छा बनने के लिये पहले तो अच्छा होना पड़ता है ,
जिंदगी हज़ारों सवाल करती हैं हमसे तो उसका जवाब भी अच्छे से देना पडता हैं!🤞
