Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khani🌞 |\ vo nazare churaa kar
Vo najre👀 chura kar yun nikalte hain jaise panne🧾 palatne se khani khatam hojayegi❤️🔥
वो नजरें👀 चुरा कर यूं गुजरते हैं जैसे पन्ने🧾 पलटने से कहानी खत्म हो जाएगी❤️🔥
Title: Khani🌞 |\ vo nazare churaa kar
tujhse milne ke baad
tujhse milne ke baad dil aasmaan ko chu jata h ,
tujhse milne ke baad ye samundar ke gote khata h,
tumhari aakhe itni khubsurat h ki inme doob jau,
ha tumhe ishq karti hu kaise tumhe batau,
tum itne mashoor ho kaise tumhe gale se lagau ,
tum itne magnoor ho pal bhar thaher ke mujhe dekh bhi nhi sakte,
aur mai itni fursat me hu ki tum haat pakdo,
mai saari haade paar kar jau.
