Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Meri har khushi teri || hindi shayari || love shayari
Meri har khushi 🥺😁har baat teri hai..
Sanso main chupi ye Hayat teri hai….
Do pal 💞 bhi nahi rahe sakte tere bina….
Dhadkano ❤️ki dhadkati 💓 har awaz teri hai.
मेरी हर खुशी 🥺😁 हर बात तेरी है
साँसों में छुपी ये हयात तेरी है
दो पल 💞 भी नहीं रह सकते तेरे बिना
धड़कनों ❤की धड़कती 💓 हर आवाज़ तेरी है..
Title: Meri har khushi teri || hindi shayari || love shayari
Dekhe bagair…❤️🧿
Bin Badal Barsaat Nahin Hoti
Suraj Doobe Bina Raat Nahin Hoti
Ab Kuch Aise Haalat Hain Hamare Ki
Aapko Dekhe Bagair Din Ki Shuruwat Nahin Hoti…❤️🧿
