Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kon kehta hai pyaar sirf ek bar || one love status
Kon kehta hai pyaar sirf ek bar hota hai hum to jab bhi unhe dekhte hai unhi se baar baar hota hai 😍
कौन कहता है प्यार सिर्फ एक बार होता है हम तो जब भी उन्हे देखते हैं उन्ही से बार बार होता है 😍
Title: Kon kehta hai pyaar sirf ek bar || one love status
Tajmahal || hindi shayari || love shayari
Ishq mamooli cheez to nhi
har koi is aag me jala hai
kuch to baat hai mohabbat mein
isliye to ek lash ki yaad mein tajmahal khada hai🙌
इश्क़ मामूली चीज़ तो नहीं
हर कोई इस आग में जला है
कुछ तो बात है मोहोब्बत में
इसीलिए तो एक लाश की याद में ताजमहल खड़ा है🙌

