Skip to content

Palakon mein aansu || Lost Hindi Sad shayari

पलकों में आँसु और दिल में दर्द सोया है,
हँसने वालो को क्या पता, रोने वाला किस कदर रोया है,
ये तो बस वही जान सकता है मेरी तनहाई का आलम,
जिसने जिन्दगी में किसी को पाने से पहले खोया है..

palakon mein aansu aur dil mein dard soya hai,
hansane vaalo ko kya pata,
rone vaala kis kadar roya hai,
ye to bas vahee jaan sakata hai meree tanahaee ka aalam,
jisane jindagee mein kisee ko paane se pahale khoya hai..

Title: Palakon mein aansu || Lost Hindi Sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi mein aaogi

Jab tum meri zindagi mein aogi

Mujhe thoda udass paogi …. 

Mere pass mere khabo ke shivaa kuch nhiy

Ka kha ?? 

Tumhe tamanaa hai mere kamro ko sajne ki

Per

Mere kamre mein meri kitabo ke shivaa kuch bhi nhi 

Title: Zindagi mein aaogi


Qalam

Tujhe malum hai me ek Qalam hu,,

Me karta hu Baya gairo ke dil ki,,

Tu shayar hai samajh sakta hai shayad,, 

Ke kya halat huyi hai mere dil ki,,

Me wo likhta hu jo tu dekhta hai,,

Me keh sakta nhi hu apne dil ki,,

He kala khoon bass mere jigar me,,

Tere alfaz dhadkan mere dil ki,, 

✍️Sameer Salmani