Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sab kuch gawa kar baitha hun || sad shayari
Kuch paane ki khwahish thi,
Ab sab kuch gwa kar baitha hun
Kaise nazrein milayu zamane se mein
Bas abhi abhi,
Mein apna ghar jala kar baitha hun…💔
कुछ पाने की ख़्वाहिश थी,
अब सब कुछ गंवा कर बैठा हूँ,
कैसे नज़रें मिलाऊ ज़माने से मैं,
बस अभी अभी,
मैं अपना घर जला कर बैठा हूँ…💔
Title: Sab kuch gawa kar baitha hun || sad shayari
Jise tum chahte ho || sad but true || hindi shayari
Jise tum chahate ho,
Woh tumhara hua nahi,👐
Aur jo tumhai chahata hai,
Tum uske ho nahi pa rahe ho.😶💯
जिसे तुम चाहते हो
वो तुम्हारा हुआ नही👐
और जो तुम्हें चाहता है
तुम उसके हो नही पा रहे हो.😶💯
