Dard Me Koi Mousam Pyara Nahi Hota,Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara Nahi Hota.Koi Dekhe To Humari Bebasi,Hum Sabhi K Ho Jate Hain Par Koi Humara Nahi Hota..💔🖤
Dard Me Koi Mousam Pyara Nahi Hota,Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara Nahi Hota.Koi Dekhe To Humari Bebasi,Hum Sabhi K Ho Jate Hain Par Koi Humara Nahi Hota..💔🖤

Khayalat badalne lage hain jinme
Mehaz un rangon mein dhal rahi hai..!!
Ishq hone laga hai dard se bhi
Kuch zindagi esi chal rahi hai..!!
ख़यालात बदलने लगे हैं जिनमे
महज़ उन रंगों में ढल रही है..!!
इश्क होने लगा है दर्द से भी
कुछ ज़िन्दगी ऐसी चल रही है..!!