Skip to content

par tu na samaj sakya || Love Punjabi shayari

Akaad v chali teri gussa v jariya aw ,
Par Tu na samaj sakya asi tenu apna  sab kuj manya aw ,
Jind jaan vari tetho khawba teriya nu ve apna manya aw ,
Par tu na samaj sakya asi tenu apna sb kuj manya aw,

Title: par tu na samaj sakya || Love Punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


logo ko pyaar dikhana chhod diya | hindi Shayri

Humne bewaffao ko ajmana chhod diya
Ab logo ko pyaar dikhana chhod diya

U to ulfato mein bhi dastaan sunai jati hai
Maslan yeh hai humne ab usko batana chhod diya

Log dill mein khajaana samjh kar rakhte hai unko
Magar humne voh manhuus khajana chhod diya

Chand kisi din fursat se puchuga tujhe kii
Tune ab taaro ko kyu chamkana chhod diya

Jo sirhaana pasand usse ussper hi hum aahe bharte the
Ab humne voh bistar-sirhana chhod diya…

Jo baat sahi hai uski samjh mein hum bhi raazi hua karte the
Koi shaq hi nhi ki ab humne jwaab mein sir hilanaa chhod diya…

Badan kisi or ne chuaa hai uska yeh haqiqat hai
Aaj humne uske kareeb aana chhod diya…
-dillkamal

Title: logo ko pyaar dikhana chhod diya | hindi Shayri


Galatfehmi thi humein || sad but true shayari || hindi shayari

Sad hindi bewafa shayari || magroor nhi hai hum... bas pagal hai kisi ke pyar mein...Galatfehmi thi humein vo to...Fayda dhoondte rahe hamari ibadat mein...
magroor nhi hai hum… bas pagal hai kisi ke pyar mein…Galatfehmi thi humein vo to…Fayda dhoondte rahe hamari ibadat mein…