Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi itni mukhtsar bhi nahi || hindi shayari
Is bhari kayanat mein ya rab
Apne rehne ko ek ghar bhi nhi
Pedh ke niche jo guzar jaye
Zindagi itni mukhtsar bhi nhi😊
इस भरी कायनात में या रब
अपने रहने को एक घर भी नहीं
पेड़ के नीचे जो गुज़र जाए
ज़िन्दगी इतनी मुख़्तसर भी नहीं😊
Title: Zindagi itni mukhtsar bhi nahi || hindi shayari
Mujhe nahi khabar || Sacha pyar hindi shayari
Mujhe nahi khabar k tumahri zindagi me woh kaun saa pal hai …???
jo sirf mere lai ho…
par meri zindagi ka har ik pal
sirf tumahare liye hai
मुझे नही खबर कि तुम्हारी जिन्दगी में वो कौन सा पल है…..???
जो सिर्फ मेरे लिए हो…
पर मेरी जिन्दगी का हर इक पल.
सिर्फ तुम्हारे लिए है
