Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil sambhal ja zara || hindi song || whatsapp video status || hindi true shayari || female voice
very heart touching hindi song || whatsapp video status || dil sambhal ja
izazat na deti hai tujhe yeh duniya pyar karne ki
kyun apnapan har kisiko dikhata hai tu..!!
e mere masum dil na kar zid kisi ko chahne ki
kyun in chahton k pishe jata hai tu..!!
Title: Dil sambhal ja zara || hindi song || whatsapp video status || hindi true shayari || female voice
Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari
Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯
हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯

