
they do stuck in the heart somewhere
Enjoy Every Movement of life!

Soch raha tha k jawab kya bheju,
aap jaise dost ko toofa kya bheju,
guldasta bhejna to bewakufi hogi,
kyu k jo khud gulab hai use gulab kya bheju…?
Dinbhar tum yaad aati ho 😍
Har taraf tum hi tum nazar aati ho 🥰
Karte huye tumhe yaad meri ankhein bhar aati hai 🙃
Fir achanak tumhari tasveer meri ankhon ke saamne aa jati hai ❤️
दिनभर तुम याद आती हो😍
हर तरफ तुम -ही-तुम नज़र आती हो;🥰
करते हुए तुम्हे याद मेरी आंखें भर आती है;🙃
फिर अचानक तुम्हारी तस्वीर मेरी आंखों के सामने आ जाती है❤️