Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari
vo to hum the isliye
warna
waqt ke jis daur se hum guzre hai
is daur se koi aur guzarta to guzar jata🙌💔
वो तो हम थे इसलिए
वरना
वक्त के जिस दौर से हम गुजरे है
इस दौर से कोई और गुजरता तो गुजर जाता🙌💔
Title: Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari
Keemat Aur Barhti || hindi 2 lines
Agar Bikne Pe Aa Jao Toh Ghat Jate Hain Daam Aksar,
Na Bikne Ka Iraada Ho Toh Keemat Aur Barhti Hai.
अगर बिकने पे आ जाओ तो घट जाते हैं दाम अक्सर,
न बिकने का इरादा हो तो क़ीमत और बढ़ती है।
