Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kalam thami hai bebas hathon ne || two line shayari
Muddton baad kalam thaami hai un bebas hathon ne,
Bas dar is baat ka hai ke vo kyamat na likh dein…💯🔥
मुद्दतों बाद क़लम थामी है उन बेबस हाथों ने,
बस डर इस बात का है के वो क़यामत न लिख दें…💯🔥
Title: Kalam thami hai bebas hathon ne || two line shayari
Dard hindi shayari || har mulaaqaat par
har mulaaqaat par vaqt ka takaaza hua,
har yaad pe dil ka dard taaza hua..
हर मुलाक़ात पर वक़्त का तकाज़ा हुआ,
हर याद पे दिल का दर्द ताज़ा हुआ..



