Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
us MOD par
अब जिंदगी के उस मोड पर खड़े है हम,
ना किसी के आने की खुशी है, ना ही किसी के जाने का ग़म।
Ab zindagi ke us mod par khade hai hum
Naa kisi ke aane ki khushi hai, aur naa hi kisi ke jaane ka gham.
Title: us MOD par
Log rooth jate hain || sad but true || two line hindi shayari
Ke zindagi ab tujhse shikayat nahi
Tazurbe ne bataya hai, shikayaton ke baad log rooth jate hain..💯
कि ज़िंदगी अब तुझसे शिकायत नहीं
तजुर्बे ने बताया है , शिकायतो के बाद लोग रूठ जाते है..💯
