Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
khaamoshiyo kee aadat || Hindi tanhai shayari
intazaar kee aarazoo ab kho gayee hai,
khaamoshiyo kee aadat ho gayee hai,
na seekava raha na shikaayat kisee se,
agar hai to ek mohabbat, jo in tanhaiyon se ho gaee hai..
इंतज़ार की आरज़ू अब खो गयी है,
खामोशियो की आदत हो गयी है,
न सीकवा रहा न शिकायत किसी से,
अगर है तो एक मोहब्बत,
जो इन तन्हाइयों से हो गई है..
Title: khaamoshiyo kee aadat || Hindi tanhai shayari
Teri yaadon main || love shayari
Teri yaadon main hum aise khoye
Kab tu hame chhod gayi aur hum akele ho gaye
Tune Hume sambhal ne ka mauka Tak nahi diya
Ham se hamari khushiyon ka haq bhi tune chhin liya
Meri jaan,meri zindagi tujhpe hamesha hain Fida
Tere bin hum apni duniya main ho chuke hain gumshuda
Dua hai rab se Laut aa hamari zindagi main phirse
Jee uthenge dobara hum tere pyaar ki ehsaas se

