Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Apna Waqt Barbaad Karte Hain || waqt shayari hindi
Aksar Hum Apni Raat Yun Barbaad Karte Hain
Baith Ke Kisi Kone Me Unko Yaad Karte Hain
Unke Wapis Aane Ki Ummid Toh Chhod Di Kab Ki
Phir Bhi Na Jane Kyu Hum Apna Waqt Barbaad Karte Hain
Title: Apna Waqt Barbaad Karte Hain || waqt shayari hindi
Nadan vo || hindi shayari || true line shayari
Samajhdaar tha vo pehle
Ishq ne nasamajh bna diya
Naam pucha tha me mene pehli mohobbat ka
Nadan ne na Jane kitno ka Gina diya🙃🫠
समझदार था वो पहले,
इश्क ने नासमझ बनाया दिया,
नाम पूछा था मैंने उससे पहली मोहब्बत का,
नादान ने न जाने कितनो का गिना दिया!🙃🫠
