Skip to content

Screenshot_20220404_105328~2-3f521ec4

Title: Screenshot_20220404_105328~2-3f521ec4

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


usi ne sikhai mohobbat aur || sad 2lines SHAYARI

कहकर हमारा , उसने मेरा और तुम्हारा कर लिया,

उसी ने सिखाई मोहब्बत और उसी ने ही किनारा कर लिया।

Title: usi ne sikhai mohobbat aur || sad 2lines SHAYARI


Khabar nahi hai use || hindi shayari

Sab kuch jaan kar bhi mere haalat ki khabar nhi hai use
Mujhe kehti hai ke bhut kuch hai mere pass
Par mujhe lagta hai ke bas ek sabar nhi hai use
Koi jaakar bataye use ki maut to aayegi use bhi
Khuda ki bheekh mein di huyi zindagi amar nhi hai use🙌

सब कुछ जान कर भी मेरे हालात की खबर नहीं है उसे
मुझे कहती है कि बहुत कुछ है मेरे पास
पर मुझे लगता है कि बस एक सबर नहीं है उसे
कोई जाकर बताएं उसे की मौत तो आएगी उसे भी
खुदा की भीख में दी हुई जिंदगी अमर नहीं है उसे।🙌

Title: Khabar nahi hai use || hindi shayari