Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari
Is rang badalti duniya mein
lakh mushkile aur hzaar kisse aaye
kuch to sahi kiya hoga zindagi me
jo aise pyaare log mere hisse aaye ❣️
इस रंग बदलती दुनिया में
लाख मुश्किलें और हजार किस्से आए
कुछ तो सही किया होगा ज़िंदगी में
जो ऐसे प्यारे लोग मेरे हिस्से आए ❣️
Title: Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari
Khwaab || little sad punjabi shayari
Jo kadi haqeeqat nahi banne, o kuaab sajaa rahe haa
jis raah koi manzil nahi milni, ose raahi jaa rahe haa
paun di khawaahish nahi, fer v rishta nibha rahe haa
bas ik umeed sahaare din bitaa rahe hai
ਜੋ ਕਦੀ ਹਕੀਕਤ ਨਹੀ ਬਨਣੇ,ਓ ਖੁਆਬ ਸਜਾ ਰਹੇ ਹਾਂ..
ਜਿਸ ਰਾਹ ਕੋਈ ਮੰਜ਼ਿਲ ਨਹੀ ਮਿਲਣੀ,ਓਸੇ ਰਾਹੀਂ ਜਾ ਰਹੇ ਹਾਂ..
ਪਾਉਣ ਦੀ ਖਵਾਹਿਸ਼ ਨਹੀ,ਫੇਰ ਵੀ ਰਿਸ਼ਤਾ ਨਿਭਾ ਰਹੇ ਹਾਂ..
ਬਸ ਇਕ ਉਮੀਦ ਸਹਾਰੇ ਦਿਨ ਬਿਤਾ ਰਹੇ ਹਾਂ..


