Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gale se lagana to mujhe || hindi shayari
Gale se lagana to mujhe
Khudko simat te dekhna Hai……!!
Bikhra hu mein har baar
Is baar sanwarte dekhna Hai……!!
गले से लगाना तो मुझे
खुदको सिमट ते देखना है..!!
बिखरा हूँ मैं हर बार
इस बार संवरते देखना है..!!
Title: Gale se lagana to mujhe || hindi shayari
Me gar nazar teri || sad shayari
Me agr nazar teri
Toh tu manzar mera
Kabhi rote na hum
Koi dil me hota na gum
Dil rahta khush sada mera
Agar Aaj sath hote hum
