Skip to content

Screenshot_2022_0615_204827-1e8f30d5

Title: Screenshot_2022_0615_204827-1e8f30d5

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye dil to pagal hai || love hindi shayari

Jab pukarna ho use to mera naam bhul jata hai
Use ishq to aata hai par karna bhul jata hai
Aur unse keh do yun muskura kar na dekhe mujhe
Ye dil to pagal hai dhadkana bhul jata hai❤️…!!!

जब पुकारना हो उसे तो मेरा नाम भूल जाता है,
उसे इश्क तो आता पर करना भूल जाता है…!!
और उनसे कह दो यू मुस्कुराकर ना देखें मुझे,
यह दिल तो पागल है धड़कना भूल जाता है❤️…!!!

Title: Ye dil to pagal hai || love hindi shayari


Zindagi ke safar mein || true lines || Hindi status life

Zindagi shayari || life shayari || zindagi ke safar ne kuj ese din bhi dikhayein hai.... uljhan bhari duniya se bhut se lamhe churaye hain.... kuch rishte khud bana kar gawaye to... kuch khud ko gawa kar bnaye hain...💕
zindagi ke safar ne kuj ese din bhi dikhayein hai…. uljhan bhari duniya se bhut se lamhe churaye hain…. kuch rishte khud bana kar gawaye to… kuch khud ko gawa kar bnaye hain…💕