Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Woh saamne baithi thi || love shayari hindi

maine bahut koshish ki uski muskaan
dekhne ki
par wo zufo se chehra chhipa kar baithi thi
ek mai tha jo uski nazro se uska haal jaan raha tha
or ek wo thi jo kitaabo se dil lgaa ke baithi thi
Gussa kar beshaq || sad punjabi shayari || true lines
Gussa kar beshaq jinna marzi
Par enna vi Na Kari ke nafrat ch badal jawe..!!
ਗੁੱਸਾ ਕਰ ਬੇਸ਼ੱਕ ਜਿੰਨਾ ਮਰਜ਼ੀ
ਪਰ ਇੰਨਾ ਵੀ ਨਾ ਕਰੀਂ ਕਿ ਨਫ਼ਰਤ ‘ਚ ਬਦਲ ਜਾਵੇ..!!
