Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri yaadon ki bari hy || 2 lines yaad shayari
Ab tum nahi mere saath tumahri yaade hai
pehle tumne rulaaeya ab baari tumaahri yaado ki hai
अब तुम नही मेरे साथ तुम्हारी यादें है
पहिले तुमने रूलाया अब बारी तुम्हारी यादों की है ।।
Title: Teri yaadon ki bari hy || 2 lines yaad shayari
Hindi shayari || Motivational shayari
Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai,
Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai,
Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein,
Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai🙌
मुश्किलों में भाग जाना आसान होता है,
हर पहलू ज़िन्दगी का इम्तिहान होता है,
डरने वालों को कुछ मिलता नहीं ज़िन्दगी में
और लड़ने वालों के कदमों में जहान होता है🙌
