Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Akhir Mai mere kaun ho tum
Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?
Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Eh dard awalle kese ne || true love shayari || Punjabi status
Asi hassiye taa vi akhan nam ho jawan
Eh dard awalle kese ne..!!
Udaas rehnda e dil tere bin sajjna
Hun haal ho gaye mere ese ne..!!
ਅਸੀਂ ਹੱਸੀਏ ਤਾਂ ਵੀ ਅੱਖਾਂ ਨਮ ਹੋ ਜਾਵਣ
ਇਹ ਦਰਦ ਅਵੱਲੇ ਕੈਸੇ ਨੇ..!!
ਉਦਾਸ ਰਹਿੰਦਾ ਏ ਦਿਲ ਤੇਰੇ ਬਿਨ ਸੱਜਣਾ
ਹੁਣ ਹਾਲ ਹੋ ਗਏ ਮੇਰੇ ਐਸੇ ਨੇ..!!
