Skip to content

punjabi shayari || love shayari || teri yaad || female voice || lyrical video

love shayari || punjabi shayari

 laa ke rog sanu ishq de awalle tu
ikk takkni naal kar gaya bura haal sajjna..!!
tenu rakh ke yaadan vale mehlaan de vich
rog leya mein anokha jeha paal sajjna..!!
dil pagal jeha hoyia pyar shede esnu tera
kesa pa gaya tu ishqe da jaal sajjna..!!
akhan nam te chain na aawe dil nu
yaad jithe jawan jawe teri naal sajjna..!!

Title: punjabi shayari || love shayari || teri yaad || female voice || lyrical video

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Agar Tu Mili Na Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Zindagi Kitni Haseen Hoti

Tu Saath Hoti !

Per Zindagi Aur Haseen Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Ye Roz Roz Khud Se Sawal Na Hote !

Ye Hari Bhari Zindagi Mein Kisi Ki Kami Khali Na Hoti 

Agar Tu Mili Na Hoti…!

Wahi Awara Man Chale Ladke Hote Hum !

Duniya ke Dour-Bhag se Thakk Ke Lout Ke

Chain Se Maa Ki Godd mein Sote Hum ❤️

Kisi Chij Ki parwaah Nahin Hoti 

Shaamon Mein Cigarette Jali Nahin Hoti 

Nashon Ki Latt Lagi Naa Hoti 

Uzaalo See Darta Nahin Dil Mera 

Bheed Ko Dekh Ke Bechaini Macchi Nahin Hoti !

Sab Sawal Ek Taraf 23 Ki Umar mein Ummar Se Phele Chehre Pe Baraf Uggi Nahin Hoti 

Hum Bhi Auron Ki Tarah Dil Se Haste 

Agar Tu Mili Nahi Hoti.

Title: Agar Tu Mili Na Hoti


Sapne || Hindi thoughts || true lines

Har raat roshan hoti hai sitaaro ke sath🍁
Jagane hote hai usse unche unche khwaab🍁

हर रात रोशन होती हय सीतारो के साथ🍁
जगाने होते हय उसे ऊचे ऊचे खवाब🍁

Title: Sapne || Hindi thoughts || true lines