Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tum kehte to || Hindi shayari || two line shayari
Samandar ke beech le jakar fareb karne ki zaroorat kya thi..
Tum kehte to kinare par hi doob jate hum 🙃….!!
समंदर के बीच ले जाकर फ़रेब करने की जरूरत क्या थी..
तुम कहते तो किनारे पर ही डूब जाते हम🙃….!!
Title: Tum kehte to || Hindi shayari || two line shayari
Baat na hona || hindi shayari
Baat na hona baat hona hota hai
Sab kuj pa kar v sab kuj khona hota hai
Hass hass ka Dunea sa milna akala ka rona hota hai
Sara din ro ro kar yr zaruri sonna hota hai
Puri dunea ho pass lakin ek shaksh ka bina dil ❤️ka kona kona hota hai
Muskil to nhi hai kuj v nhi hai yr bss yr Ko khona sa phla khud ko khona hota hai
Nazdeekea ki baat mat kr ab tujsa milna ki chahat nahi abb
Tujsa milkar durr hona hota hai
