Teri mohabbat ke karzo mai itna doop gaya hu,
Ki byaaz bhi chukana namumkin ho gaya hai
Enjoy Every Movement of life!
Teri mohabbat ke karzo mai itna doop gaya hu,
Ki byaaz bhi chukana namumkin ho gaya hai
Apni mohabbat se sazana hai tujh ko, Kitni chahat hai ye batana hai tujhko,
Raahon me bicha ke mohabbat apni, Pyar ke safar pe le jaana hai tujko.
Teri Yadon Se Shuru Hoti Hai Meri Subah
Fir Kaise Keh Du Ki Mera Din Kharab Hai…♥️🥺