Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tu yaad kregi mujhe
Dekha tujhe jab se maine….
Dil lgana chodh diya
sabse maine..
Jab Mohabbat kri thi tujhse maine…
Tb Ishq kiya tha khud se maine…
Soch maine tu yaad kregi mujhe…..
Tab dimag me dil ko smjhaya ye to barbaad kregi mujhe…… Ye to barbaad kregi mujhe
Title: Tu yaad kregi mujhe
Aadat badal gayi hai || true lines || sad but true
Aadat badal gayi hai waqt katne ki
Ab himmat nahi hoti kisiko dard batne ki…❣️
आदत बदल गयी है वक्त बाटने की,
अब हिम्मत नही होती किसीको दर्द बाटने की…❣️
