Jaise murasad aur irsad me koi antar nahi
bas shabdo ka her pher hai
waise hi humare aur aapke pyaar me bhi koi antar nahi
bas tarika alag hai…..💕
Enjoy Every Movement of life!
Jaise murasad aur irsad me koi antar nahi
bas shabdo ka her pher hai
waise hi humare aur aapke pyaar me bhi koi antar nahi
bas tarika alag hai…..💕
Kuch jakham kitaabon mein rakh diye
Kuch ko alfaazon mein smet diya
Kuch fool bankar mile hmein
Aur kuch ne hum hi ko smet diya 💔
कुछ जख्म किताबो में रख दिए
कुछ को अल्फाजो में समेट दिया
कुछ फूल बनकर मिले हमे
और कुछ ने हम ही को समेट दिया💔
