Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Koso dur || hindi shayari || sad shayari
Dard jitna kareeb khusi koso dur😔😔😔
Pyar Mera samne he pr uski nazar mujhse koso dur🥺🥺🥺
Dil he pass mere pr dhadkan koso dur🥺🥺🥺
Ek din aayega meri ruh hogi tere karib pr
Meri aatma hogi tujhse koso dur😢😢😢
Title: Koso dur || hindi shayari || sad shayari
Dil ki aawaz likhta hu || sad but true shayari || sad in love
Kalam chalti hai to dil ki awaz likhta hu
Gam aur judaai ke andaz-e-byan likhta hu
Rukte nhi hai meri aankhon mein aansu
Mein jab bhi uski yaad mein alfaaz likhta hu 💔
कलम चलती है तो दिल की आवाज लिखता हूँ,
गम और जुदाई के अंदाज़-ए-बयां लिखता हूँ,
रुकते नहीं हैं मेरी आँखों से आँसू,
मैं जब भी उसकी याद में अल्फाज़ लिखता हूँ।💔
