Skip to content

Qabar te abaad likha || maut shayari

Kine bchaya kine kita,
Barbaad likha
Mar k v mai,
Qabar apni te abaad likha
Mar k v mai,
Qabar apni te abaad likha

Title: Qabar te abaad likha || maut shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


khaamoshiyo kee aadat || Hindi tanhai shayari

intazaar kee aarazoo ab kho gayee hai,
khaamoshiyo kee aadat ho gayee hai,
na seekava raha na shikaayat kisee se,
agar hai to ek mohabbat, jo in tanhaiyon se ho gaee hai..

इंतज़ार की आरज़ू अब खो गयी है,
खामोशियो की आदत हो गयी है,
न सीकवा रहा न शिकायत किसी से,
अगर है तो एक मोहब्बत,
जो इन तन्हाइयों से हो गई है..

Title: khaamoshiyo kee aadat || Hindi tanhai shayari


Koi sath nibhaye || True love shayari hindi

Chehre se pyar krne wale toh bhut mil jate hai!!
Koye humare dil se pyar kre toh jaane…..
Essi tarah vaade krne wale toh bhut mil jata hai!!!
Koye umar bhar sath nibhaye toh jaane…..

Title: Koi sath nibhaye || True love shayari hindi