Skip to content

Question to god || sad hindi shayari

ai khuda
tujase ek savaal hai mera,
usake chahere kyoon nahin badalate,
jo inshaan “badal” jaate hai.…

ऐ खुदा
तुजसे एक सवाल है मेरा,
उसके चहेरे क्यूँ नहीं बदलते,
जो इन्शान “बदल” जाते है.…

Title: Question to god || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil banane mein || hindi shayari

Log tut jate hai ek ghar banane me 
Tum taras nahi khate bastiya jalane me
Har dhadkte patthar ko log dil samjhte hai
Umr bit jati hai dil ko dil bnane me

लोग टूट जाते हैं एक घर बनाने में
तुम तरस नहीं खाते बस्तियां जलाने में
हर धड़कते पथर को लोक दिल समझते हैं
उम्र बीत जाती है दिल को दिल बनाने में

Title: Dil banane mein || hindi shayari


Ishq-e-Mohabbat

Tere saath Bitaya hua har pal mujhe Jannat ke barabar lagta hai

Mehsoos hua jo teri nazar se mujhe Ibadat ke barabar lagta hai

Kismat mai apna saath likha ho ya na likha ho

Tere Yaadon ki Daulat mujhe Viraasat ke barabar lagti hai

Title: Ishq-e-Mohabbat