Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi
Title: Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
Heart broken alone hindi shayari pic || Itna to bura nh hu

dil to tuta tha he.. use ab chur chur bhi kar diya..
fark nh padta ki aap logo ne ye kya kar diyaa..
bas afsos yeh reh gaya ki sabne mujhe akela chor diya
